yeh samajhna chahiye ki ye sab kuch ek baar phir nahi hoga 🤔. sabse pehle dehardoon mein shanti bani honi chahiye, toh uske liye koi azaadi aur sahi kaanunon ki zaroorat hai. police ko local logon ki shikayat sunni chahiye aur unki madad karni chahiye, toh hi ye sab kuch achha ho sakta hai 🙏...